Aandhiyo Mein from Tatva by Moksh
Tracklist
| 5. | Aandhiyo Mein | 4:39 |
Lyrics
Andhiyon me kahin, jal rha hai jahan... Dekhegi ye zamin dekhega asmaan...
Jal rha hai jahan, nafraton ki aag me... Ae khuda tu bta kyu hai hmse khafaa...
Haal ye hain kahe, zulm kb tk sahe...khud se kyu hain dare, bejaan adhmare...
Jeene ki mit rahi, aas bhi hai yahan...zindagi ban rahi, lash c hai yahan...
Jal rha hai jahan, nafraton ki aag me... Ae khuda tu bta kyu hai hmse khafaa...
Be-asar har dua, jaane kya hai hua... khud ko kose yahan, din ye dhalta hua...
Asmaan bhi yahan, ab hai rone lgaa...kis ko kya hai pta, kya hai hone lgaa...
Jal rha hai jahan, nafraton ki aag me... Ae khuda tu bta kyu hai hmse khafaa...
Credits
from Tatva,
released May 7, 2018








